SAATH YA KHILAAF SONG LYRICS - KR$NA - RAFTAAR

Free song lyrics Hub
Saath Ya Khilaaf Lyrics by Kr$na ft. Raftaar is Latest Hindi Rap song with music given by Tay On The Track while Saath Ya Khilaaf song lyrics are written by Kr$na, Raftaar and video is directed by Canfuse.

Saath Ya Khilaaf Song Info:

Written and performed by: KR$NA and Raftaar
Produced by: Tay On The Track
Mix & Master: Abhishek Ghatak
Directed By : Canfuse

Label by: Kalamkaar

SAATH YA KHILAAF SONG LYRICS - KR$NA - RAFTAAR

Lyrics:

Raftaar!

Jeeta kaun haara kaun
Game chala raha kaun
Saare chakachondh
Iss level ka saala kaun

It’s the hand of god
Jaise main hoon Maradon
Aa mere shehar mein
Dikha doon tujhe jwala kaun

Mujhe khabar hai
Kabar mein bhi amar hai mera naam
De sammaan is shaam ka bol ujala kaun
Rap ke registan mein main woh insaan
Jiska hak se naam

Sun lo soochna phir baad mein mat puchhna
Saanpon ko dene aaya maut
Beta jaise zeus ka
Pehalwan hoon main booth ka
Puchhe agar saboot ka
99 wala em mere pen me hi proof tha

Lele advice ab mic pe main nice ab
Barf laga le chot pe
Only time that you’re iced up
Khel mein the bhai sab
Banaya sab fight club
Mere bars dete rappers ko shot
Jaise yeh night club

Light up chhote tu kal ho na ho
Ek rapper ko laga hogi chandi
Uski par sona do
Track pe bante hain sher
Asliyat mein jo na woh
Paas bhi nahi aate mere
I call it corona flow

You know how we ride
Kalamkaar gang means homicide
Bol bane jaali kyun
Baat ko daba li kyun
Fame ka bikhari tu
Main aim se shikaari hoon

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Aur yeh baat

Yeh bhaagidari jaise mobb deep
R.I.P to Prodigy
Kaafi ne na sune kaafi pehle phaile wannabes
R.I.P to Jaybee
Blessing for my enemies
Aadat inki tohmat ki toh
Mohlat phokat ki hai hi nahi

Kotak me shohrat deke bhi
Chaukhat pe sohbat baithegi
Nautanki chaupat maine ki
Mili daga hai pehle bhi
Donut lagega gaadi mein
Panni chadhi thi maine li
Kanni kategi teri hi
Paida hua main shehri ni

Kachchi kehri ke gehri saazish ke ghav kaafi
Halki kharonche hain khafa padi hai dau khaas hi
Jalte jahajon se jinki chalti na naav
Gaali galat maine di to main na Hindustani bhau

Pehli fursat mein kudrat ne meri gurbat kardi door
Mash-hoori meri mazboori kalakari gurur
Kasur mera itna main bana khuli tandoor
Bande aaye roti sekhi meri boti rahe ghoor ab

Glitch boy main hi hoon Neo bi*ch boy
Pitne wale Smith hain saare jinke pichhe itch boy
Dhyan mera apnon pe hai karna unko pitch boy
News flash from the future
Karma is the rich boy

Kalamkaar we be going high
Haan ab bhi mere sath jo the
Pehle mere bhai
Hai sabne mari gaanth yeh ke
We gonn ride or die
Hai paale maine saanp ab sapera bole maiya

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
If you running with the opps haan

Ya to mere saath tum ya mere khilaaf
Na mujhse karna baat
Aur yeh baat poori saaf haan

If you gang
Would you ride for me
Would you fight for me
Tell me would you die for me now

If you gang
Would you ride for me
Would you fight for me
If you gang!

Free Song Lyrics Hub

Saath Ya Khilaaf Song - FAQS

Who sung the "Saath Ya Khilaaf" song?
"Saath Ya Khilaaf" Song is sung by "Kr$Na, Raftaar"

Who Written the "Saath Ya Khilaaf" song?
"Saath Ya Khilaaf" Song Lyrics are written by "Kr$Na, Raftaar"

Which Music Company is released "Saath Ya Khilaaf" song?
"Saath Ya Khilaaf" Song is Released under the Label " Kalamkaar "

Visit This Link For Great Knowledge and information:  Our Weeks

Post a Comment

1 Comments

  1. I recently found many useful information in your website especially this blog page. Among the lots of comments on your articles. Thanks for sharing. wajid ali baghdadi songs

    ReplyDelete